Meta Tag Kya Hota (What is Meta Tag!)

Meta Tag Kya Hai What is Meta Tag Blogger
Meta Tag Kya Hota Hai ?




Ye Ek Html Code Jaisa Hota Hai. Agar Apko Thodi Html Ki Knowledge Hai To Aap Easily Samjhenge Or Html Ki Jankari Nahi Bhi Hai To Bhi No Problem Yaha Koi Html Class Nahi Chal Rahi Hai Bas Apko Meta Tag Ke Bare Me Janna Hai I Sure Jo Aap 10 Minutes Me Complete Kar Lenge.
So Ab Me Batata Hu Ki Meta Tag Kya Hota Hai :-

Meta Tags Kya Hai

Meta Tag Ek Html Code Hota Hai Jo Hum Ko Apni Template Ke Html Code List Hoti Hai Baha Paste KarnaHota Hai.Meta Tags Blog Me Kyo Use Karte Hai Meta Tag Google Ya Other Search Engines Ko Ye Batata Hai Ki Hamari Site/Blog Aakhir Hai Kya ?

Kis Topic Par Hamara Blog Hai Or Hamare Blog Ka Author Kon Hai , Blog Ki Language(Bhasa) Konsi Hai , Blog Kis Country Ka Hai Or Blog Me Konsi Cheez Show Karni Hai Or Konsi Hide Matlab Chupani Hai Etc.

Jisse Easily Search Engines Hamare Blog Ko Crawl Kar Lete Hai Jisse Hamare Articles Jaldi Search Engines Me Index Ho Jate Hai Or Search Me Show Hone Lagte Hai Jisse Hamare Blog Ki Traffic Fast Increase Hoti Hai.


Kinds Of Meta Tag : Meta Tag Ke Kitne Part Hote Hai

Meta Tag Ke Six Part Hote Hai Jo Apko Niche Btaye Gye Hai !

1. Description :-Ye Meta Tag Ka Sabse Importabt Part Hai.
Description Matlab Jo Humara Blog Hai Wo Kis Topic Par Hai Blog Ki Short Summary Apko Yaha Add Karni Hoti Hai.
Jaise Agar Apka Blog Make Money Se Relative Hai To Aap Likhenge - Make Money Online , Online Paisa Kamane Ka Tarika, Internet Se Paisa Kaise Kamate Hai Etc.
Apko 160 Words Hi Use KarneHai Isse Jada Words Galti Se Bhi Use Na Kare Or Koma ( , ) Ka Use Jarur Kare Jaise Mene Kya Hai To Aap Samajh Gaye Honge Ki Meta Tag Me  Description Kya Hai.

2. Keywords :-Mete Tag Me Keyword 2nd Sabse Important Factor Hai.Keywords Me Apko Apne Blog Se Relative Kuch Achche Or Seo Friendly Keyword Use Karne Hai Jaise Apka Blog Make Money Se Relative Hai To Aap Keywords Dakenge - Make Money , Online Money , Paisa , Etc
Aap 15 Keyword Se Jada Use Na Kare Or Her Keyword Ke Bich Me Koma ( , ) Lagana Na Bhule.

3. Author :-Apko Yaha Apna Name Likhna Hai. Aap Ise Avoid Matlab Khali Bhi Chodh (
छोर) Sakte Hai.

4. Language :-Blog Ki Language Matlab Aap Blogging Hindi Me Karte Ho English Me Wo Likhna Hai.


5. Country :-Yaha Apko Country Dalna Hai Jaha Se Ho Ap Jaise India, Pakistan,Nepal,Afganistan,Bangladesh Etc.

6. Robot :-Ye Feature Ye Batata Hai Apko Apne Konse Article Index Karane Hai Or Konse Articles Index Nahi Karane Hai So Yaha "All" Likhna Hota Hai Ab Baat Aati Hai Ki Meta Tag Kaise Create Karte Hai.





Meta Tag SEO Ke Liye Kita Jaruri Hota 

Top SEO Tips For Hindi Blogger

Meta Tag Kaise Create Karte Hai Aap Meta Teg Do Triko Se Create Kar Sakte Ho


1.Websites Se-Internet Par Bhut Se Websites Hai Jo Apne Websites Par Meta Teg Generator Laga Rakhti Hai In Meta Teg Genrators Me Hume Apne Details Bharni Hoti Hai Jisse Humara Teg Create Ho Jata Hai Uske Bad Apko Us Code Ko Copy Krke Apne Template Me Add Krna Hota Hai.

2.Manually-Aap Manually Meta Teg Bana Sakte Hai Mene Niche Btaya Hai Ki Aap Kese Manually Meta Teg Banaoge.Is Pure Code Ko Aap Copy Karle Or Apne Blog Ke Hissab Se Customize Karle.

Note:- Meta Tag Code Uc Browser Me Copy Nahi Hoga Aap Koi Other Browser Use Kare Meta Tags Kaise Create Karte Hai
Meta Tag Code Me Mene Red Colour Me Jo Likha Hai Waha Apko Apne Blog Ke Hissab Se Changes Karne Hai.

1. Description Yaha :Yaha Apko Apne Blog Ki Description 160 Words Ke Ander Daalni Hai Jaise Mene Uper Bataya Hai.

2. Keywords Yaha  :Apne Blog Ke 10 - 15 Keywords Dale Quality Keywords.

3. Apna Name Yaha :Yaha Apna Name Dale

4. Language Yaha :Apne Blog Ki Language Yani Bhasa Yaha Dale .Or Baki Sub Aise Hi Rehne De Or Full Code Ko Copy Karle Ab Me Bataunga Ki Blog Me Meta Tag Kaha Or Kaise Add Karte Hai.

Blogger Me Meta Tag Kaise Add Karte Hai :Blogger Me Meta Tag Add Karna Bohot Hi Easy Hai Me Kuch Steps Bata Raha Hu Unhe Follow Kare -


Steps :-1. Blogger Me Login Kare Or Apne Blog Dashboard Me Jaye Blogger
Login Dashboard

2.  Ab Template Me Jaye Or Edit Html Par Click Kare Dashboard
Template Edit Html Ab Aapko Code Ko Head Section Ke Ander Paste Karna Hai Or Save Template Par Click Kar Dena Hai Lo Apka Meta Tag Code Blog Me Add Ho Chuka Hai..
 

Note-Is Code Ko Section Ke Bich Main Add Karna Hai.Meta Tags Kya Hai , Meta Tags Blog Me Kaise Add Karte Hai , Meta Tags Kaise Create Karte Hai Ya Banate Hai In Sare Sawalo Me Apko Koi Confusion Ho Ya Kuch Puchna Ho To Aap Comments Me Puch Sakte Hai Friendly Hokar..

And Post Ko Share Jarur Kare..!!


Thanks For Once Again Visiting Here !!!

https://www.supportmehelp.in/

Support Us 






So Ab Me Batata Hu Ki Meta Tag Kya Hota Hai.Description Matlab Jo Humara Blog Hai Wo Kis Topic Par Hai Blog Ki Short Summary. Language:- Blog Ki Language Matlab Aap Blogging Hindi Me Karte Ho English Me Wo Likhna Hai.Or Baki Sub Aise Hi Rehne De Or Full Code Ko Copy Karle Ab Save Karde.