Instagram Ke Followers Kaise Badhaye!!

Kya aap apni Instagram Account ki followers increase karna chahate hai? Istagram ek bahut hi popular photo sharing site he. Ye to aap jante hi honge. Ispar Account banana to bahut hi aasan hai Aap bas apni Gmail id ya fir Facebook id se login kar sakte ho.
 
Aaj is post par main aako woisa hi ek Instagram tricks ke bare me bataonga. Aur wo tricks hai Instagram par followers kaise badhaye. Aur ispar apne photos par like kaise badhaye.

Jab aap Instagram use karte ho to aapne dekha hoga ki bahut se logo ke followers 10 k, 20k hoti hai.  Aur aapki followers bahut hi kam hai. So agar aap apni Account par followers badhana chahate hai to aap is post par bataye har ek tips ko properly follow kare. I sure aapki account ki followers jarur increase honge. Aur sath hi is tricks ko use karke app apne phots par auto likes bhi badha sakte hai.

Instagram Ke Followers Kaise Badhaye - Secret Tips In Hindi | Supportmehelp !!
Pehele Instagram ke  followers badhane ke liye Auto Followers apps milte the. But aaj kal Auto followers App kam nahi karti hai. So agar aap followers increase karne ke liye Apps ko use karenge to aapko kuch bhi faida nahi hoga. Because aapko chaiye real followers jo aapki post ko samje.
So aise hi kuch real followers ko increase karne ki tips main aapko nichee kuch points me bataonga. Jinhe aap follow kare. Aur apne Instagram ke followers increase kare.


 
#1) Others Ko Follow Kare
Instagram par followers increase karne ke liye sabse pehele aapko dusro ko follow karna hoga. Thabhi dusre Instagram Users aapko follow karenge. So aap apni followers ko badhane ke liye pehele to un sabhi ko follow kare. Jinhone aapko follow kiya hai.
Aisa karne se aapne jisse follow kiya hai unke other followers ko bhi notification milti hai. Jisse aapko aur bhi jyada followers milenge.
#2) Active Rahe
Followers badhane ke liye aapko daily active bhi rehena hoga. Aur aapko jinhe follow kiya hai unhe follow kare. Fir aap kuch time others ko likes aur follow kare. Thabhi aapke followers badhenge.
Aur agar aap aisa nahi karenge aur bahut days me ek bar apni Instagram account ko open karenge. To aapko koi bhi follow karna pasand nahi karega.  So daily kam se kam 30 minutes Instagram par spend kare. Aur apni followers badhaye.


#3) Photos Upload Kare
Other ko follow karne ke sath aapko daily Instagram par active rehena jitna jaruri hai. Utni hi jaruri hai daily kam se kam 1 photo upload karna. Because Instagram ek photo sharing site hai. Shabhi ispar photo dekhne ke liye hi aate hai. So aap daily photo upload kare.
Jisse aapki photos ko jitne bhi users like karenge. Un sabke followers ko bhi aapki post show hogi. Jisse aapko aur bhi bahut se followers milenge.


#4 Hashtags Use Kare
Social site par followers badhane ke liye (#) hashtag bahut hi popular hai. So aap apne followers increase karne ke liye apni har post par hashtags use kare. Jisse aapki post jyada se jyada users ko show hogi. Jisse aapko apni account ke liye real followers milenge.

To friends ye thi Instagram par Followers badhane ke kuch assan tarike. Agar aap in tips ko properly follow karenge to I sure aap bahut hi fast apne followers Growth Kar sakte hai. To chaliye ab jante hai Instagram photos par likes kaise badhate  hai.